Yaar meri Window Xp mein Keyboard Layout mein "Phnotix" keyboard ki option nahi a arahi us ki jaga aur aur options a arahi ha....aur jab mein urdu type krta hoon to kuch aur lihka jata ha for example...agr S lihkta hoon to urdu ka "alf" lihka jata ha...F lihkta hoon to urdu ka Yey" lihka jata ha..yani tarteeb ghlat aa rahi ha..plz solve my problem...
Main problem yeh ha k "Phonetix" keyboard ki option nahi ha.....
I'll wait ur reply...
[CENTER] * Ab to "Aansoo" ka eik katrah bhi ruswaah kar jaata hay *
* Bachpann may hum ji bharr kar Roya karte the...!!! *
Bookmarks