meri 1gb ki memory card crupput ho gayi hai aur jab main card reader me mmc lagata hun to open karne par screen pe likha aata hai ki mmc cruppt hai pehle isko format karen main chahata hun ki mmc format karne se pehle mmc ka sara data nikalna chahata hun to meri help kijiye any pakistani brother.main wait kar raha hun.ALlahHafiz
Bookmarks