kiya koye mujhe bata sakta hay kay university ke bcom or collage ke bcom in dono ki digree me kon sa faraq hay .. our job kay liyai in dono may say kis ki digree value rakhtee hay collage bcom ke ya university bcom kee

mere khayal main tu university
Degree aap ko 1 hi mile gi aap college say kr lo B.com ya uni say
mean agar aap punjab main hai to aap ko punjab uni ki degree hi mile gi beshak aap uni say kro ya college say ..
. baqi punjab uni ka semester type system hai ...
Bhai Punjab ki universities ka to pata nhi but Sindh main B.com ki degree agar aap University se karna chah rahe hain to uss main 4 saal lagte hain Intermedite k baad aur ye Honors (Hon's) Degree kehlati hai
Jub k college side se ye Degree aap 3 saal main cmplt karte hain intermediate k baad; rahi baat Employment k hawalw se to wahan Hon's Degree means University wali zyada Valuabe hoti hai......
Duaaon ka Talabgar
app ka reaply daine ka buhat buhat shukriaaa ..
Bookmarks