Aslaam-0-alaiykum friends umeed hai sab thik hon gaiy . problem yeh hai main apna administrator password bhool gia hoon ab main laptop jo windows 7 main hai ko kaise on karon wo password maang raha hai jo muje yaad nhi hai mujy koi asa tareqa batien jis se main on kar sakon kiyun k main new windows nahi karna chahta is main mera bht sara deta hai plz agr kisi k pass koi softwear ya koi aur tareqa ho to muje btaien main bht tenshan main hoon .......
Bookmarks