Assalam u Alaikum!
hw r u al?
dears mry 2 swal hain wo gass waly baloon k about.
1- ye jo gass wala gubara(baloon) hota hai us me konsi gass bri(fill) ke jati hai?
2- jb ham gass waly baloon ko churty hain to wo uper ke taraf jana shuro kar daita hai. but aik point aysa ata hai k wo mazeid uper jany ke bjay left ya right ke taraf move karna shuro kar daita hai. ye kia waja hai k wo mazeid uper q nae jata. knsi cheiz usy rokti hai and wo left ya right q move karta hai?
Bookmarks