mere pas do system unit hai ek pentium 3 hai our dosra pentium 4 hai.do no main problem hai.
Pentium 3= main jab is ko start karta hun to is main karnt ata hai procesr wagera chale hai our jo is pe light lage hoti hai wo jalte hai mgr moniter pe kuch nai ata koi option nai ati hai moniter par jo peli lit hti hai wo surkh main chang ho jati hai phr kuch nai ata hain. Whats Problm
pentium 4 =pehle to ni chalta tha yeni dsplay main rm likha khara rehta tha phr main ne cd rom nikala to yeh chal para
mgr is ki window main problem our virus the phr main p3 ka cd rom nikal ke p4 main lagaya to is cd rm se b pc chal para malom hua ke p4 ka cdrm kharab hai phr p3 wale cdrm lgaya our window instal ki c drive ko formit kr ke phr is ke audio dsplay ke driver mis ho gae mere pas xp universal driver ki dsk thi main ne wo cd rm main dali to wo chal pari phr jb main driver update karne laga to wo update nai ho rahe hai bus hardware update wizard main likha rehta hai please wait while the wizard searches main wait karta raha karta raha 1 ghanta mgr kuch nai wohi searching why plzzz
Bookmarks