Mujhey MS Excel Mein is pr 100000000 Quma(,) Lagana Hai
Iss Tarha 10,00,00,000
100
10,000
10,00,000
10,00,00,000
Aur Jab Main Dobra Ye Raqaam Likhon Tu Ye Quma(,) Khud lag jay
Bta dain Kesy Lagaya Ja Sakta Ha.
Mujhey MS Excel Mein is pr 100000000 Quma(,) Lagana Hai
Iss Tarha 10,00,00,000
100
10,000
10,00,000
10,00,00,000
Aur Jab Main Dobra Ye Raqaam Likhon Tu Ye Quma(,) Khud lag jay
Bta dain Kesy Lagaya Ja Sakta Ha.
Aap ny jin cells mai aisy ammount likhni hai un ko select kareen or phir right click kar ky format cells pe click kareen.. aik window open ho gi wahan numbers pe click karen or is option ko check kar deen "Use 1000 (,) Separator".
Attached sheet mai mai ny first Column mai 50 row tak same setting rakhi hai..
Umeed hai ap ka msla hal ho jaye ga..
Nahi Bhai Main Ne Qoma 100 ke Baad
Das Hazar (10000) Ke Baad
Aur (1000000) Das Lakh Ke Baad Lagana Hai.
visit the below thread. may be this will help you.
http://www.itdunya.com/t161894/
regards
..............
Last edited by *Xpert~Baba*; 30th July 2012 at 08:04 PM. Reason: pehlay thread ko perh lia kren
Bohat Shokria......
Bookmarks