Kissi ki Khatir Waqar Khoona, Koi Sunay ga to kiya
kahe ga....!!
Ye Tera Ratoon ko uth k rona, Koi Sunay ga to kiya
kahe ga...!!
Bhanwar Mai Kashti ko chor atay, to aap per bhi na
baat aati..!!
Ye Sahilon pe hamen dubona, Koi Sunay ga to kiya
kahe ga...!!
Main ne kaha k dar KHUDA se, K tujh ko Khuda ka dar
nahi hai..!!
To hans k bolay k chup raho na, Koi Sunay ga to kiya
kahe ga...!
Bookmarks