Tahir-m said:
computer,s saler,s ko tu allready ye tip,s malum hoti hain lekin aam aadmi ko shayad farad ka ya tariqa malum na ho zeb bro apki tip se aaj pta laga ab jis jis ko ye pta hoga wo kisi master man ko sath rakh ke koi kadam uthaye ga aik baat aur bi hai wase ab unhein bi ye malum hai awam aur qanoon bi tez ho gya hai mulik ke pm ki chutti hone wali hai qanoon ko hath main lene ki wja se tu ye "thang" kis khet ki molyain hain
InshaAllah aik din hamare mulk main bi qaqoon ki huqmarani ho gi aur koi kise ke sath farad nai kar sake ga...InshaAllah
ab umeed ki kiran nazar aa rahe hain..
Bookmarks