animation website ya phir koi software ho jo animation creat kerta ho to koi bhi bahi bata de main aap ki sukar guzar rahoon gi
Hina Faisal
animation website ya phir koi software ho jo animation creat kerta ho to koi bhi bahi bata de main aap ki sukar guzar rahoon gi
Hina Faisal
is website stumbleupon.com par jakar inka stumbleupon install karain aur phir tool bar say animation ki category select karain aur phir button dabati rahian aur har button par aap ko aik nai aur bahtrain animation banay ki website milay gi
waisay aap ulead gif animator bhi try kar sakti hain
agar signature babaney hain to yeh site check kar lain
www.123glitter.com
Faakher
Main Ne apne Pc Ko Hacker se bachana hai kion k kal mujhe bohat se logoon ne boot mara i not know what is this ? but i want to secure my pc koii aisa software ya blocker bata deain jo in logon k hamloon se door rakhain ya iss ka koi tooor ho to koi bahi bata de main aap ki sukar guzar rahoon gi
Waslam
Dua Go !!!!!!!!!! Hina Faisal
Helloo Jee Aslam O Alekum
Arz ye hai k main jo post kerti hoon wo aik hi page main aa jati hain yani k uss tarah nahin ati jis tarah fakkar ya sajib bahi aik image ko aik page main dalte hain aur dori image ko dosre thread main
plz mujhe iss ka tareeqa batain
Wasalam
Hina Faisal
Hina Sister.....App aisaa kareee kay aik post main aik File Attach Karee....aur per woo post submet karee.....aur per uss koo reply kareee...aur usss main apnee dosree file attach karee....is tarah app kee attachments aik post main aik hee aayengee....umeed hay app samaj gayee hogee..
Click Here to View All My Important Threads (Afridi)
وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
Pakistan Zindabad
Hina Sister App Balkul Fakar na karee..... App Microsoft AntiSpyware Beta 1 New Version.......Use kareee.....Hamaree Itdunya main iss per review bee lekee gayee hay....aur Download link bee hay....App try kar saktee hoo...
http://itdunya.com/showthread.php?t=496
umeed hay iss say appp ka masala hal hojayeegaa.
microsoft ka anti spyware sab say third class program hai, agar aap ko sahi protection chahiay to aap norton internet security, mcafee personal firewall, zone alarm ya phir www.hacker-eliminator.com istimal karsaktay hain, yeh tamam software hackers, trojans, addware spyware waghaira say bhi bachat hain aur firewall protection bhi muhaya kartay hain
aik post main jitni attachment chahiay utni hi karain aur phir baqi attachment doosri post main karain istarah jitini ziada attachment utni ziada post
i think apka masla hal hogya hai
aur haan ap kisi unverified link per click na karein aur kahin bhi password aur id likhne se pehle upper link check karien make sure ke woh popup se na khul ho www.hotmail.com ya www.yahoo.com per hi login karein aur koi bhi file accept na karein kahin se bhi like hotmail file sending aur haan antivirus install karlein inshallah apka masla hal hojayega
thanks all very very
Bookmarks