Main Wateen ki motorola device use kar raha hoon pehlay usko jab wifi say connect kartay thay to woh ho jata tha but ab nahi work kar raha to i think kay default ip gateway main ja kar setting karni hogi??? aur mujhay wahan ka password nahi pta kya koi meri madad kar sakta hai kay http://192.168.15.1/login.asp yeh default gateway ka password kahan hota hai?
Bookmarks