بہت ہی عمدہ
بہت ہی عمدہ
[COLOR="Red"][SIZE="4"][URL="http://www.itdunya.com/t242199/"]Falsh logo banao ek umda website[/URL][/SIZE][/COLOR]
good
thanku ap ki ya class student k lisy bhut achi ha
Amazing keep it up
shape insert ma tori or tafsel agar ha to sent kara thanks
thanx
زندگی ایک دوڑ ہے موت تک کی
nice class.....
[IMG]http://img71.imageshack.us/img71/9134/gulvl8.gif[/IMG]
very good.
bhut he ache dear
Mohtarma Zafar bhai...Adab...
Man IT Dunya ka ake nalik sa member hon.. mujehay
computer kay baray main basic kay alawa kuch illam nahi
hay. waqat come honay ke waja say sirf aap tamam members
ke posts say kuch na khuch faiyda autha lata hon.. aap
masha allah microsoft word ke master hin.. aap say
intahi ajazana guzarish hay kay mara ake masla hall ker
dain. mujay umeed hay aap meri is silsalay main zaroor
madad fermain gay...
Problem: man nay Microsoft word 2003 install kaya hoa
that..man nay apnay tamam documents ms-word main save
keya hoye they... mari window kharab ho gaye to main nay
aapny tamam files ko Drive D: main save ker leya or
Windows naye install ke... us kay bad man nay Ms-Word
2003 dobara install kay. (PROBLEMS) Ab Jub bhee man
aapny ms-word ke file open kerta hon to who mechine
lenguage main open ho jati hay...kisi or zuban
main...ake message box ata hay (FILE CONVERSION) ka. jis
main (Windows (Default) 2. MS-DOS 3.OTHER ENCODING) Her
tara say koshish ke magar mara koi document english
language main nahi open hota...man nay English (US) (UK)
(Western) wagara, her tara say koshish ke magar nakam
raha.MS-WORD 2003 ke CD beh dobara cd drive main dali.
computer kuch files load kerta hay. mager jab man apnay
puranay document ko open kerta hon to pher whohe problem
(Mechine lenguage)... man nay ms-word ko dobara
Un-install key pher install keya magar whohe problem.
Man nay ms-word 2004,2006,2007 wgera bhe install keya,
mager ake he message or problem.( ajeeb zaban mann open
ho jati hay)
Main nay aap ke microsoft word ka 14 classes ka course
ba-ghore mutalia keya or bohat kuch sikha. mager meray
is problem ka hall mujay nahi mila...
Mujehay bohat tention hay. 200 say ziada bohat important
documents hin, jo kay ake open nahi ho raha...
Umeed hay aap mari bat samhaj gaye hon gay...
Aap say bohat he ajazana guzarish hay kay ake Ustad
mohtaram honey kay natay aap mari problem ka hall zaroo
batain gay.
Aap kay jawab ka intazar raye ga....(Ager likhanay main
ko ghlti ho gayee ho to mazrat)..
Ake mukhliz naliaq sahgird.....
Azizur Rehman
Mjehay PM man file attach kerne nahi aati, werna man
apni ake file attach zaroor ker dayta. ta kay aap ko
mare problem hell kernay main asani hoti...

good.
Bookmarks