misss uuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu
misss uuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu
Sunno larki
Udassi
ہم اپنے آپ پر غرور نہیں کرتے
کسی کو پیار کرنے پر مجبور نہیں کرتے
مگر جسی ایک بار دل میں بسا لیں
پھر مرتے د م تک اسے دل سےدور نہیں کرتے
جہاں جاتے ہیں وہی دلوں میں گھر بناتے ہیں
ہم پتھروں کے گھروں کے سرور نہیں رکھتے
nice sharing yar
Don't Share outer links again, Should B bane next time... ITD Team
.......goood
Aey Dost tere honthon ki kabhi muskuraht na jaye,
Tere palko me kabhi aansu bhi na aaye,
Teri rah me pade hoon kante jo kabhi,
Main hath rakkhun aur tu guzar jaye.
Vaadey per wo aitbaar nahi kartey,
Hum zikre mohabbat sare bazaar nahi kartey.
Darta hai dil unki ruswai sey,
Aur who sochte hai hum unse pyar nahi kartey
Har pal teri yaad merey dil main is tarha basi hey.....
Jis tarha aasman k dil main chand rehta hey.....
Jis tarha chand raat ko apna sufaid chehra liye chamakta hey.....
Is tarha teri yaad har pal merey dil ko bechain & bekarar karti hey.....
Nazar tumhari, Nazar hamari,
Nazar ne dil ki nazar utari,
Nazar ne dekha nazar ko aise,
ki nazar dosti ko lage na hamari
Koi itna chahay tumhay tu batana
koi Tumharay Itnay Naaz Authay tu batana
DOSTI tu ker lay ga Her koi.
Koi hamari terha Nibhay tu Batana
Har kadam par imtihaan leti hai zindagi,
Har waqt naya sadma deti hai zindagi.
Hum jindagi se kya shikwa kare,
Aour bouhut achey dost bhi to deti hai zindagi.
Dunya se kuch darta tha wo
Sehma sehma rehta tha wo
Janay kia baat the us mein
Itna hasin kion lagta tha wo
Ik bhool hoi mujh se magar
Wafa he wafa karta tha wo
Kehte kehte ruk jata tha
Aksar aisa karta tha wo
Jo bhi kahna hai wo keh do
Mujh se yahi bus kehta tha wo
Shouq-e-wafa mein aksar apnay
Haath dikhaya karta tha wo
Aksar mujh se baithay baithay
Ehd nibah ka leta tha wo
Jab bhi mujh se milkar jata
Pholay nahin samata tha wo
"Shaheen" tere ghazal ye padh ker
Aksar roya karta tha wo
Bookmarks