how many Feet in 1 sq feet
how many Feet in 1 sq feet
help me
helllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllllp
Bhai aap k sawal theek nahi ha.
Feet one dimensional measurement ha, jab k square feet two dimensional measurement ha.
Feet ki calculation aap kisi bhi scale ya measuring tape ki madad se kar sakte ho. ye ek dimension ma ho gi.
Jab k square ki feet ki measurement kuch iss tarah se hoti ha;
Square Feet = Length in Feet x Width in Feet
e.g. Agar ek room ki width 15 feet aur length 12 feet ho to
15 x 20 = 300 sq feet
Bhai sq feet ki exact pemaish ka kuch nahi bata sakta, kyun k ye graph pe square k tor par use hoti ha.
35 feet ma agar length aur width maloom karni ho to boht si possibilities ha.
e.g.
1) 35 sq ft = 7ft x 5ft
2) 35 sq ft = 5ft x 7ft
3) 35 sq ft = 5.91 x 5.92 ft
4) 35 sq ft = 4 ft x 8.75 ft
.......
....
..
Sq ft ko exact pemiash ma batana mushkil ha, kyun k iss ma kaafi possibilities ho sakti ha. Aap length aur width ko tabdeel karte rahe.
sir kahan chalay gaye appp
Bhai 35 sq ft hame kaise hasil ho sakta ha?
Sab se simple measurement ha 7 ft x 5 ft ki. Kyun k answer hamare paas 35 sq ft ata ha.
Aur agar aap ne koi pemaish khud maloom karni ho to sab se assan tareeqa ha k aap uss k square root le lo.
e.g. 36 square feet k liye aap iss ka square root (jazar) le le.
aap ka jawab 6 aaye ga. to aap ki width aur length ye ho gi 6 ft x 6 ft
Bookmarks