dosto aaj main app se koch baatian sher karon ga. k it dunya ko kyun join kiya or daily kyun used karta haon.ye ek best website hai. nojawan hazaroon ki tadath main login hotey hai.koi be new software aye meri khoshish hoti hai main os ko post karon. agar USA UK chania k log osay used kar sakhtain hain to humrey pakistani bhai ko be haq hai k woh be software used karin.hum appni nojawaan nasal ko woh talam deian jo top mulqoon main di jati hai to inshallah pakistan in sab se top ho ga help karian apni ane wali naslaon ki
save pakistan
thx or KHUDA HAFIZ
Bookmarks