meray piray experts aaj may app say adobe photoshop c2 k masly k baray main jana chata hon. mera masal yeh hai k mein nay adob photoshop CS2 install kia hai, lakin jab main is per kaam karta hoon to yeh bohat slow chalta hai. aik simple click k leya bhi 1 min say ziada intezar karan parta hai. reinstall kar kay be dekha hai masla ussy tarh hai.
main abi iss ko sekh raha hoon.
mery computer ki sepecfiction yeh hain.
Processer 3GHz
Ram 1GB
Hardisk 160 GB
Bookmarks