umeed ha sab khariyat sa hun ga
ap sa guzarish hai ka
yeh btain ka student visa par kitna kharch aiy ga ager ma parna ka liya dubai jana chaho
umeed ha sab khariyat sa hun ga
ap sa guzarish hai ka
yeh btain ka student visa par kitna kharch aiy ga ager ma parna ka liya dubai jana chaho
:wait:
dubai
bhai dubai ka nii pata per zyada tar log to Canada jate hainn.... dubai ka pata nii
Pata nh
aaj kal Australia ka ho raha hai ielts minimum 6bands each required, 50,000 embassy fees advance deni pare gi,baaqi done bass pe kaam hone ke baad total cost 12,00,000 hai 90days mai kaam ho ga
Maloom nh jnb
ni pta
ok
Bookmarks