Mere Paas (2) tp-link tl-wr841n 300m wireless n-router hain agar ek main mene net dekar apne pc par connect kiya howa hai aur dosra gali main mere ghr main bhi hai to bageer taar k dokaan se net wifi k zarye dosre main sher kar sakta hun ya nahin meri dukan pe jo ruter hai us ki rang kam hai is liye main ek aur le aya magr main nahin chhahta k taar ko root par se ghar leke jaon apas main shering ka tariqa bata do plz ruter same hain dono
Bookmarks