Eid-ul-Adha Mubarik ho tamam Musalman Bhaion ko ya eid hi Qurbani ka name hy or esy Eid-e-Qurban bi kha jata hai to ek aham sawal jo title men likh diya giya k
Qurbani Kitney Din Tak Ki Ja Sakhti Hai?
Qurbani 4 Din Tak Ki Ja Sakhti Hai Lekin Afzal Eid Ka Din Hai !!
Mahfum-e-Hadees: Jabeer Bin Muutam (Razi Allahu Anhu) Se Rivayat Hai Ke,
Rasool Allah(Sallallahu Alaihi Wa aalaihi Wasallam)Ne Fermaya Tashreeq Ke Tamaam Din (Yani 11, 12, 13 Zil Hajj) Qurbani Ke Din Hain. (Musnad Ahmed, Jild 4, H#6797/ Sahih Ibn-e-Habaan, H#3843/ Sanan Dar Qitni, H#4671)
Ye Eid Aur 11,12,13 Zil Hijja Sab Mila Kar 4 Din Hue Aur Eid Ke Dinko Youme Nahar Kaha Jata Hai Aur Yehi Din Qurbani Afzal Hai Baki Din Bhi Karna Chahe Tou Kar Sakte Hai Ye 4 Din Sahi Hadees Se Sabeet Hain.
Agr Thread Pasand Aye To Thanks ka Button Daba den Duaon ka Talib Banda-e-Nacheez Ali Raza
Bookmarks