Ye apnepan ka rishta bhi bada ajeeb hota hai
sab apna apna naseeb hota hai rehte hai
jo nigahon se dur hamari wohi dil ke sab se kareeb hota hai
YEH SIRF 4 LINES HAIN SACH NA SAMJH LENA
Ikrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti,
dil ke jazbat ki awaz nai hoti,
ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan,
mohabbat lafzo ki mohtaz nai hoti
ho zindagi hi kyajis main mohabat nahi
who mohbat hi kya jis main yadein nah
i who yadein he kya jis maintum nahi
who tum he kya jis main hum nahi
Aray janab lock karne ka kia faida heeeeeeeeeee........
Aaj ham unhe bewafa bana ke aaye hai,
unke khato ko pani me dubo ke aaye hai,
koi nikal ke padh na le woh khat,
iss liye ham pani me bhi aag laga kar aaye hai.
aur mujhe aap jaisay achay doston se aisi umeeeeeeed bhi nahin hai
any way sir just kidding........aap k jazbat ka shukria..........
Aaye na tumha bhale yaad hamari,
Hum hamesha karenge fariyad tumhari,Bewafa the tum,
Na kahenge kissise kabhi,
Kehenge ki shayad kami thi wafe meri hamari.
kia kamal hia janab...................zabardast iss main commerce k subject
nazar nahn aa rahe un par bhi tabsra karain jana...................b
Ae mere hamnasheen chal kahin aur chal,
is chaman mein ab apna guzara nahin.
baat hoti gulon tak tau sehlete hum,
ab tau katon pe bhi haq hamara nahin.
jab gulistan ko khoon ki zarorat pari
sab se pehle hamari hee gardan katee,
phir bhi kehte hain humse ye ahle chaman
ye hamara chaman hai tumhara nahin.
aaj aaye ho aur kal chale jaoge
yeh muhabbat ko meri gawara nahin,
umr bhar kaa sahara bano tau bano
chaar din kaa sahara sahara nahin
Goood.yaaad kartey rahain............aur yadain kabhi dhoka nahin deti
hamesha sach bolti hian........................
nASHA HAI UNKI AANKHON KA PEENE KA BAHANA KARTE HAIN MARNE KI TAMANNA HAI MUJHKO JEENE KA BAHNAA KARTE HAIN. CHAAYI HAI KHUSI UNKE DIL MEIN OH GUM KA BAHANAA KARTE HAIN, DEEWANO TERA KOI GHAR HAI NA DAR OH SOCH KAR MUR JAATE HAI, RAKHNE KA LIYE O DIL MERA AANE KA BAHANAA KARTE HAIN.
n
Bookmarks