Assalm-o-Alaikum dooston main phir haazir hoon aik aasan tip kay saath.
Jaaysaa kay app ko pata hai aik CMOS password hota hai jo BIOS pay bhi lagta hai or system starting pay bhi ya password black color ki screen main poocha jata hai or galat passwor pay pc restart ho jaata hai osay remove karnay ka easy tareeqa yay hai kay app apnay keyboard ka "end" ka button daba kar rakhainor PC on kar dain or tab tak button ko daba kar rakhain jab tak password say aagay na chala jaay.
omeed hai tip pasand aay gi.
CAUTION:- yay tareeqa karnay kay baad shayad wo system wala password dobara kabhi na lag sakay is liyay be careful.
FOR admin: ADMIN jee is tip ko please hacking samajh kar rmove na karain yy tip on kay liyay hai jo apna password bhool jatay hai
Thanks
Bookmarks