mera PC hang ho raha hai setup bi open nai ho raha hai plz mujhe koi batao
main kya karon,DEL press karne k bad yeh likha aa raha hai
"Event Log Message,Enter Setup To View"
plz help me
WSLM::
mera PC hang ho raha hai setup bi open nai ho raha hai plz mujhe koi batao
main kya karon,DEL press karne k bad yeh likha aa raha hai
"Event Log Message,Enter Setup To View"
plz help me
WSLM::
1-aap puri detail batain ke kab hang ho raha hai aur setup kis software ya Operating system ka nahi le raha hai
2- kiya aap bios setup mien jaa paa rahe hain? agar han to wahn ke log check karen us mein error messeges padhen
agar ye sub khuch ho raha hay tu app filhaaal sub khuch remove kar de dell se ..processor,ram,PCI slot main jitnay bhi cheese lagi hay Hard drive and cdrom.proccessord and ram ko clean kar kay lagaye and then pc start karay and BIOS main enter hojaye tu phir aik aik device lagana start karay
Kindly change your signature's image size.
Team ITDunya
DEL press karta hoon bios setup pe jane ke liye to system hang
ye message likha hua aata hai
Event Log Message,Enter Setup To View
kya problem hai,
sir yeh problem proccessor,ram,pci solt remove kark clean ki phir
bi solve nahi hui yehi message likha hua aa raha hai.
"Event Log Message,Enter Setup To View"
bios setup pe system nai ja raha hai,
koi bhai to help kare plz
WSLM::
aap apna bios ko reset kar ke dekhiye
bios reset karne ke do tarique hain
1- CMOS cell mother board per laga hota hai us ko nikal kar ultha laga kar computer start karin thodi der ke bad band kar ke wapas seedha laga do to bios reset ho jaiga
2- CMOS reset ka ek jumper mother board per diya gaya hai us se reset kar lo
try karo inshallah kam ho jaiga
ok bhai try karta hoon,motherboard ka to koi problem nai hai
thanx
Mera Hisab Se Hd Ko Cheek Karan Asal Masla Uska Hai Or Ager Wo Nae To Apna Bord Se Bettry Cell Ko Nikal Kar Dobara On Karo Hojaye Ga Insha Allah Ok
aur koi bhai bata sakta hai main kya karon,,meri experts se guzarish
hai plz is problem ko solve karne main meri help karain plz
ap kay PC mea virus hay window new karen or apni harddist ko scane karwa len bas ap ka masla hal
system bios main nai ja raha hang ho jata hai hard disk,cd rom kuch
nai lagaya hai,,boot drive change karon ga to xp karon ga bois mian to
system jaye
meri senior member or hardware specilist se guzarish hai k is
problem ko solve karo plz
Bookmarks