sallam yaaar hru koi mugh bata sakta hai k kase bhi website ko block kasa karty hain k wo browser main na open ho kase bhai ko pata hai to wo bata day aur ak masla aur hai main jab bhi online move dakhta hoon to meri hard drive full ho jate hai disk cleanup karta hoon phar bhi koi fark nahe parta pata nahe kahen wo save hote hai main temp file bhi saf karta rahta hoon likan phar bhi koi fark nahe parta plzz reply zaror karna main wait kar raha hon thanks
Bookmarks