Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 14

Thread: Qabro Ki Ziarat Ka Hukm --> Zaroor read karain

  1. #1
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default Qabro Ki Ziarat Ka Hukm --> Zaroor read karain

    Assalam-o-Alaikum!!!!!!
    Attached Images Attached Images  
    edited

  2. #2
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    Assalam-o-Alaikum!!!
    Attached Images Attached Images  

  3. #3
    Join Date
    09 Nov 2005
    Location
    @itdunya.com
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    20,633
    Threads
    1118
    Credits
    28,335
    Thanked
    4779

    Default

    Very Nice Bai....Jazakallah...Great Work....

    Click Here to View All My Important Threads (Afridi)

    وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
    اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
    Pakistan Zindabad


  4. #4
    sufiaamir is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2010 @ 04:38 PM
    Join Date
    12 Nov 2005
    Location
    Lahore
    Posts
    55
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    this is not good post and u change the meaning of HOLY PROPHET MUHAMMAD (PBUH) SAID.
    Muhammad sufi Aamir Maqsood Qadri Razvi Noori

  5. #5
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Default

    Mr SufiAamir,
    Aap say request hay k apnee baat ko DALAYAL K saath saabit karain jaisay k main nay ooper har cheez k saath hawaala bhee dia hay. Yah mari batain nahee hain balkay Quran aur Sunnat ki batain hain. Aap say guzarish hay k qabar parastee say toba kar k Quran aur Sunnat par amal karnay walay ban jain. Yad Zid kee bat nahee aur na hee TASSUB ki baat hay.

    Allah aap ko hidayat k noor say munawwar kar day.. (Ameen)

    Aap ka Mukhlis,
    Muhammad Shakir

  6. #6
    bizlinx is offline Senior Member+
    Last Online
    18th October 2007 @ 01:48 AM
    Join Date
    18 Jan 2007
    Posts
    260
    Threads
    39
    Credits
    999
    Thanked
    0

    Default

    kia baat hai shikary ki...

  7. #7
    asif8943's Avatar
    asif8943 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th April 2007 @ 12:51 AM
    Join Date
    18 Jan 2007
    Location
    Germany
    Age
    44
    Posts
    181
    Threads
    22
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote sufiaamir said: View Post
    this is not good post and u change the meaning of HOLY PROPHET MUHAMMAD (PBUH) SAID.
    ya itna lamba naam ap ka he ya ap ki pori team ka

  8. #8
    Join Date
    29 Jan 2007
    Location
    IN THIS WORLD
    Posts
    1,777
    Threads
    126
    Thanked
    0

    Default

    Salam U Alaikum
    Masha Allah

  9. #9
    mr_obaid's Avatar
    mr_obaid is offline Senior Member+
    Last Online
    18th December 2011 @ 03:20 AM
    Join Date
    07 Jul 2006
    Location
    karachi THE light
    Posts
    2,139
    Threads
    114
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    jazakallah.......................................
    Allah Bless U
    Bro...
    Allah Tala Hamsab Ko Sahi Din Samgh Nay Ki Tofik Ata Karray Amin S
    farooq-o-hassan ka ranj hum kcuh kam nahi kartay,,
    haan mager sina-o-sir peet kar matam nahi kartay,,,
    kafir hain jo munkar hain hayyat-ush-shoda kay,,,
    hum zinda logo per matam nahi kartay.....

  10. #10
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Thanked
    0

    Default

    Quote asif8943 said: View Post
    ya itna lamba naam ap ka he ya ap ki pori team ka
    Asif saahab.... maaf kijyega, aap k is qism k response k baray main nahin samajha k aaya k aap tanz kar rahay hain, mazaq kar rahay hain, ya phir waqayi kutch poochna chahtay hain..
    darasal insaan ki tehreer us ki shakhsiyat ki ikaasi karti hay.. is waqt ye na sirf aap ki.. balkay aap ki banayi hui jamaaat ki ikaasi kar rahi hay..
    Mera khayaal hay k sirf likhi likhayi baaton ko scan ya cut and paste kar k is Section main post karnay ka koi faida nahin.. jab tak k insaan khud us per amal na karta ho.. Agar aap ko apni posts hi barhani hain.. to subha say shaam tak har kisi thread k last main jawaab per click kar k.. "wah wah.." kar k bhi aap 50 hazaar posts complete kar saktay hain..
    Baat buri to lagi hogi aap ko.. behrhaal Thoda ghaur bhi kariyega....
    Shah

  11. #11
    bizlinx is offline Senior Member+
    Last Online
    18th October 2007 @ 01:48 AM
    Join Date
    18 Jan 2007
    Posts
    260
    Threads
    39
    Credits
    999
    Thanked
    0

    Default

    SHAH!!!mara nahi khayal kay Asif nay koi ghalat sawal kar diya! doosra kay aap say sawal bhi nahi kia magar aap ki tehreer say assa lag raha hai kay aap ka gussa kisi aur baat ka hai !! pata nahi bhai aap ko kia masla hai !!hoo sak ta hai kay ek group(Muhammad sufi Aamir Maqsood Qadri Razvi Noori ) nay mil kay sawal kia hai! aur agar in sahab koo ya in loogoon ko bura laga hai tu wo kuhd likh dain ! lekin aap bhi aapni aadat say majboor hain! please jhagra maat ki jia Please!
    please aap Forum ka mahool maat kharab karrain
    Thread buhat acha hai Keep it up Shakir -- AAP KA maqsad is Thread koo band kar wana hai aur kuch nahi issi liya aap nay befazool ki behas ki shroo ki hai
    Last edited by bizlinx; 5th March 2007 at 03:00 AM.

  12. #12
    saadunleashed's Avatar
    saadunleashed is offline Senior Member+
    Last Online
    27th July 2013 @ 07:25 AM
    Join Date
    16 Feb 2007
    Location
    Apna Karachi / Kuwait City
    Posts
    345
    Threads
    13
    Credits
    1,090
    Thanked
    4

    Default

    shikrey bhai....aap ki post waqaee mein lajawab hai........magar adhi....

    adhi post mein aik makhsoos sect (maslaq) ki taraf eshara kiya ja raha hai.....

    zamana-e-jahiliyat mein aeysa hota hoga ke log qabro ko sajda kartey hoon gey..

    magar fi-zamana aeysa kaheen bhi daikhne mein nahee aata.........

    or agar daikhne mein bhi aata hai ....tu us dost ya bhai ko araam se narmi se samjhaya ja sakta hai

    2nd us aik fard-e-wahid ki waja se......aap purey sect ko mulzim nahee tehra saktey hain....

    aapne achi mehnat ki hai...

    aaj kal ka masla khawateen ka qabrustaan janey ka hai.....us par hum sub mil kar baat kar saktey hain.....

    wesey mujhey koi HAQ tu nahee ....maagr plz ho sakey tu apni post edit kar dijiye.....

    merey dost midn nahee kijiye ga.......plz.....


    Ma'SALAAM

    Saadi



    Muhammad Saad Naseem

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 6
    Last Post: 26th May 2009, 09:23 AM
  2. Replies: 0
    Last Post: 24th March 2009, 02:11 PM
  3. Replies: 3
    Last Post: 24th March 2006, 02:25 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •