.
.
welldone yaaaaar
ThanX
hmmmmmm yar may ne b mangwai hy ye cd ajj hi ayi hy
SALAM TO ALL ITDUNYA MEMBERS.
maine bhi mangwai thi ubuntu ki CDs aaj he aai hy Ubuntu 6.06 ye kafi old version ho gia hy ab new version aa raha hy iss ka Ubuntu 9.04 aap log iss site mai ja kar https://shipit.ubuntu.com/ free CDs mangwa sakty hain 2 se 3 weeks mai aa jati hay iss pe apni registration karwa lain aur special request mai ja k aap at a time zyada se zyada 20CDs mangwa sakty hain install karna kafi easy hay iss mai
thnx
tusi cha gaey o g
ThanX
kiya iss main game chalti hain
aur kiya hardware k driver install karney hotey hain
kisi ko nahi bata
Drivers Auto Hote Hain...
han jee driver auto hain aap install kar k dekh lain maza na aay tu Rs wapas :-P
late reply k liy sorry
Bookmarks