SAWAL:
3 Houses hain,
Har House k Bahar 1 Watchman hai,
Har House K Andar 1 JadooGar hai,
1 Bachy ne har makaan k andar jana hai or zahari bat hai k dosry makaan mein janey k liey ussy har makaan sey bahar bhi ana ho ga.
ab karna ye hai k jab wo bacha makkan k andar jaey ga tu us ney watchman ko 2 rupees denay hain or andar janay k baad us k pass jitny rupees bachay hoon gy wo jadoogar double kardey ga or jab wo bahir nikly ga tu bhi watchman ko 2 rupees de ga issi tarah wo har makaan mein karega.
liken jab wo last makaan sey bahar aye ga tu watchman ko 2 rupees deny k baad us k pass 0 rupees bachein ge.
ab batana ye hai k wo kitny rupees le kar aya tha.
Bookmarks