salaam o alikum 2 all ITD members
umeed karta hon ap sab theek ho gay........aj main ap kay liye 1 bohet hi ummda sharing le kr aaya hon....
ap main say aksar dost torrent use karty ho gay..or un main say bohet sare uploding ki wajha say pareshan bhi ho gay..to aj main ap ko batao ga kay torrent ki uploading kesay kam karty hain..or downloading kesay ziada...///.. zara pic ko deakhye agar kisi ko samajh na aaye to dobara poch sakta hai..
PIcture 1 man downloading ka bataya gaya hai
pi2 main uploading kam karain..
ye software utorrent ka hai
and full downloading enjoy karain...
Bookmarks