SALAM bahio,
main 1 baat jana chahta hon k excel ki sheet main asa koi function ha k jab koi date expire ho rhai ho to wo column color change kar ly ta k hume pata chal gye masln as a remindr kam kary, maslan 1 sheet asi ha k us main medican
ki date expiry lakhi ha wo date jab aye to wo column red wagra ho gye
boat shukria
Bookmarks