Aj Pakistan aur Pakistan A ka zabardast muqabila hoa jis mein Afridi Captian tha aur is match ko geo super walon ne live tele cast kiya. Pakistan ne pehle batting karte hoay 151 /6 wicket nuksaan per is score ko banaya Afridi sirf Toss ke liye aye , magar bating nahin kar sake kiyon k un ki tabiyat kharab thi.
Pakistan A ne jawab mein 153/3 wicket k nuksaan per 18 overs mein poora kiya Man of the match (MUHAMMED HAFEEZ Pakistan A) ko diya gaya .
Bookmarks