Page 1 of 5 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 53

Thread: Kia pakistan mein DEMOCRACY honi chaheeyay???

  1. #1
    ikram62's Avatar
    ikram62 is offline Anti-spam
    Last Online
    30th March 2024 @ 09:55 PM
    Join Date
    14 Feb 2010
    Location
    Mardan
    Age
    49
    Gender
    Male
    Posts
    9,235
    Threads
    1149
    Credits
    6,062
    Thanked
    801

    Default Kia pakistan mein DEMOCRACY honi chaheeyay???

    Salam dosto,

    chonkay baat cheet ka section hay tao q na aik topic per discussion ki jayay jis say awareness paida ho. Aaj hum is topic per discussion kerein gay jo bahut interesting hay. Her aik member ko ihtiar hay k woh hasb e mauzoo khul ker apna opinion day. Criticism for taameer hona lazmi hay.
    Tao janab shoro ho ja yay aor khul ker behas kejiay k....
    "pakistan mein democracy honi chaheeay ya nahein?"
    Agar "HAN" tao q?
    Agar "NAHEIN" tao q?
    jam ker discuss kerein.
    Wasalam.

  2. #2
    Join Date
    23 Nov 2009
    Location
    Hyderabad
    Posts
    2,258
    Threads
    190
    Credits
    1,040
    Thanked
    258

    Default

    1st Of All.........PAkistan Mein Democracy Honii Chahiye.......Lekin Democracy In Islam K Point Of You Se........Aur Democracy Mein Siffe-Owel Ke Loog Kaam Kerne Chahiye Aur Jaali Degree Rakhne Wale Ko Sakht Sazaa Deni Chahiye....Aur Pak Ke Molvi Hazraat Ko Bhi Politics Mein Hona Chahiye.....For Discussion........Islam K Point Of You Se.......THANKS

  3. #3
    ITKING's Avatar
    ITKING is offline Senior Member+
    Last Online
    27th January 2012 @ 10:10 PM
    Join Date
    12 Sep 2006
    Location
    Riyadh, KSA
    Posts
    3,564
    Threads
    94
    Credits
    970
    Thanked
    142

    Default

    han blcul.............Hazrat Umar ke zamany main b thi...........aur bht kamyab b thi... democracy honi chaye......ager badshahat ho gi to bht zulm ho ga.........yeh ham log arab countries main dekh chukey hian......wahan kisi ki suni nae jati..........yahan atleast her koi ehtjaj karta hia........apni baat karta hia wahan aesa nae hia..........
    Pakistan or Pakistanio ke pass koi b chez hai bht achi hia.......per hamesha os ka istimal ghalat hia..........democracy honi chaye..........istimal sahe kia jaye
    Kaho to Laut jate hain ......

  4. #4
    ikram62's Avatar
    ikram62 is offline Anti-spam
    Last Online
    30th March 2024 @ 09:55 PM
    Join Date
    14 Feb 2010
    Location
    Mardan
    Age
    49
    Gender
    Male
    Posts
    9,235
    Threads
    1149
    Credits
    6,062
    Thanked
    801

    Default

    Quote smart_bilal123 said: View Post
    1st Of All.........PAkistan Mein Democracy Honii Chahiye.......Lekin Democracy In Islam K Point Of You Se........Aur Democracy Mein Siffe-Owel Ke Loog Kaam Kerne Chahiye Aur Jaali Degree Rakhne Wale Ko Sakht Sazaa Deni Chahiye....Aur Pak Ke Molvi Hazraat Ko Bhi Politics Mein Hona Chahiye.....For Discussion........Islam K Point Of You Se.......THANKS
    good point.

  5. #5
    Join Date
    23 Nov 2009
    Location
    Hyderabad
    Posts
    2,258
    Threads
    190
    Credits
    1,040
    Thanked
    258

    Default

    Thanks MAn..........Inshallah Pak Mein Politics Alla Darje Ki Hogii.....Jab Molvi Hazaraat Ko Iss Mein Shamil Kia Jaye Ga....

  6. #6
    highvoltage24 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:32 AM
    Join Date
    29 May 2010
    Location
    back bone of pak in eco. KHI
    Posts
    2,404
    Threads
    11
    Thanked
    38

    Default

    Broder pakistan me kabhi b democracy nhe aai.
    47 se aj 2010 tak, start k chund saal sirf democracy ka dor kehlae ga.

    Agar ap ko democracy dekhni hai to zra europian coumtries ki news check karen.
    bhai tankeed to hoti rahay gi.
    zra ek nazar dunya k mazi me jhaank kar dekhen.

    Heeroshima - Nagasaki ?

    Yaad aaya kuch ?

    Srilanka me Soonami ?

    Ab zra pak me 2003 me aanay walay zalzaly ko dekh len.

    Abhi tak mutasira elako me mukamal kaam nhe huwa.

    Jab k heeroshima and Nagasaki jaha bray pemane par tabahi phelai gai,

    aaj woh country hum se tarrki ki rah me 60 kadam aagay hai.

    Kehne ka maksad ye hai, jahan democracy ka wajud hoga,
    waha na crimes hongay
    na gurbat
    na blast
    or her mushkil ghari me woh country dutt kar mukabla kare gi.

    Maan lo subah breaking news aati hai, Bin ladin 100% pakistan me hai. Phir ?

    Woh america jis ne raato raat afghanistan me khal bali macha di thi.
    woh humare sath kaisa salook kare ga, ap soch b nhe sakte.

    Ab in mezail ka lukma ajal gareeb pakistani bney gay,or syastad forign me ja kar sirf phn 2 phn meetings kaqen gay.

    Ye haal hota hai jaha democracy nhe hoti.

  7. #7
    Join Date
    23 Nov 2009
    Location
    Hyderabad
    Posts
    2,258
    Threads
    190
    Credits
    1,040
    Thanked
    258

    Default

    Sahi Kaha Appne...Lekin Mein Ne Kaha Hai K Agar DEMOCRACY Ajaye PAK Mein Tou........Yeh Halaat Behtar Hosakte Hain........

  8. #8
    highvoltage24 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:32 AM
    Join Date
    29 May 2010
    Location
    back bone of pak in eco. KHI
    Posts
    2,404
    Threads
    11
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Quote smart_bilal123 said: View Post
    Sahi Kaha Appne...Lekin Mein Ne Kaha Hai K Agar DEMOCRACY Ajaye PAK Mein Tou........Yeh Halaat Behtar Hosakte Hain........
    haan agar DEM. Aajaye to haalat sudhar jaye gay.

    Magar democracy khud chal kar nhe aati,us k liye insaan ko baghawat karni parti hai.
    or humari kisi b political party me etna dum nhe, k, OBAMA k khilaaf kuch kahen.

    Hum jis simt me ja rahay hain, woh hai mazi, hum aagay k bjaye pechay ja rahay hain.

  9. #9
    red_rose1's Avatar
    red_rose1 is offline Senior Member+
    Last Online
    9th February 2017 @ 07:17 AM
    Join Date
    11 Aug 2009
    Location
    Jupitor
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    1,247
    Threads
    53
    Credits
    1,064
    Thanked
    65

    Default

    hmm .. Aslamalaikum dost bht acha topic .. Pehli bat pakistan main democracy ko lana in innnnntiiiiiiiiiiiiiiihaaaaaaaaaiiiii mushkil b nahi sakht mushkil kam hy .. Awam ko Awareness kam hay .. Har koi Nafsa Nafsi main jee raha hay .. or main yahi sochta hoon k jab hukmran ko he pata hay k Eiman Ka matlab kia hai .. Or hum Paida kis liye kiye gayi hain .. Zindagi kaisi Guzarni hay to wo Awam ko Relief kahan say pahunchaye ga . Agar Aj Zulfiqar Ali bhutto Zinda hota to Pakistan b China Hota .. Khair .. ab Allah sa dua kar sakty hain hum .. Janab Shukria

  10. #10
    highvoltage24 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:32 AM
    Join Date
    29 May 2010
    Location
    back bone of pak in eco. KHI
    Posts
    2,404
    Threads
    11
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Jee Haan, jab ce hum ne america se hath milaya hai,
    tab se bus demc. Hum se rooth kar chali gai hai.

    Bus ab , tamam muslim mummalik mil kar ek currency bnae,
    fir dekhen yehi america dogs ki tarha musalmano ki Aao Bhagat me laga rahe ga.

    Ye to qatray ki manind koshish hai, no daught woh ek super power country hai.
    paise ki laaluch de kar baki mulko ko muslim mummalik k khilaf khara kar de ga.

    Or yun shru ho gi.
    World War 3

  11. #11
    red_rose1's Avatar
    red_rose1 is offline Senior Member+
    Last Online
    9th February 2017 @ 07:17 AM
    Join Date
    11 Aug 2009
    Location
    Jupitor
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    1,247
    Threads
    53
    Credits
    1,064
    Thanked
    65

    Default

    g , nice .. islam ko kamzor kar rahay hain .. Pakistan k pas sab kuch hay .. bus Allah in ko eiman kamil aata kar dy to i think pakistan kia say kia ban jaye ..

  12. #12
    highvoltage24 is offline Member
    Last Online
    4th December 2010 @ 02:32 AM
    Join Date
    29 May 2010
    Location
    back bone of pak in eco. KHI
    Posts
    2,404
    Threads
    11
    Credits
    0
    Thanked
    38

    Default

    Bhai dekha jaye to aj k dour me ek politician ka koi mazhab nhe hota,

    or in ka emaan kon jagaye ga, hum jaiso ko to bus hath hilane k liye, naray lagany zindabad walay, away he aaway walay, or ek angoothay ki mohar k liye istemal keya jata hai.

    Us k baad hum mazloomo k sath kia sulook hota hai ap behtar jante hain.

    Farz to hum bakhubi anjaam dete hain,
    magar
    Humara Huq nhe milta.
    or Huq hamesha mangne se nhe milta, koshish karni parti hai cheen'ne ki. 1947 kö jab humara mulk aazad huwa,
    to kia Angreez or Hinduwo ne Hume kaha tha, k G , ap ek alag koom hain, ap ka mazhab b alag hai,
    is liye apko alag watan deya jata hai.

    Mr.Jinnah ne cheen kar he sab kuch is watan k naam keya tha.

    Bus woh soraj kab tul'uu hoga jab hume ek baar phir aazadi naseeb hogi.
    America se
    be shumar masael se
    Corruption se
    Blast, and suicide attack se
    and humari badnaam syasat se.

Page 1 of 5 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Pakistan under Democracy Today
    By hilalbutt in forum General Discussion
    Replies: 1
    Last Post: 2nd March 2010, 10:33 PM
  2. pakistan 20/twenty team kon se honi chahye
    By masoom no 1 in forum Sports
    Replies: 3
    Last Post: 7th December 2009, 10:04 AM
  3. pakistan oneday team kon se honi chahye
    By masoom no 1 in forum Sports
    Replies: 3
    Last Post: 7th December 2009, 10:02 AM
  4. pakistan test team kon se honi chahye
    By masoom no 1 in forum Sports
    Replies: 2
    Last Post: 6th December 2009, 09:40 PM
  5. Pakistan maen Jumhoriat Democracy in Pakistan
    By Real_Light in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 5
    Last Post: 15th May 2009, 04:38 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •