mere pass cnc machine ka ek software hai, jo k dos 95 mein chalna hai, jo k mein ne c:\mein copy kia hai, jab mein dos 95 ki startup disk se computer start karta hoon to wo chal jata hai, lekin jab c:\ drive mein system copy kar ka chalat hoon to wo error deta hai, aur bar bar a: drive aur b: drive ka massage ata hai, aga kisi bhai ko is k bare mein maloon ho to zaroor replay kare,
thank you
Bookmarks