Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 13

Thread: Chand Ghalat Fehmiyan چند غلط فہمیاں

  1. #1
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Lightbulb Chand Ghalat Fehmiyan چند غلط فہمیاں

    0704jp
    Attached Images Attached Images   

  2. #2
    aliali is offline Senior Member+
    Last Online
    30th September 2008 @ 07:24 PM
    Join Date
    08 Apr 2007
    Age
    41
    Posts
    714
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salam thanks dear bahoot acha lakha ha lakan ap zara sharee astalahat or on ke mana byan ke ha jasa ka ap na wajab or faraz ko byan farmaya lakan on ki tashreeh to ak hee nbantee ha or mojha faraz or wwajab man koee faraq mahsoos naheen howahtw phar ya alg qasam na howee balkaya ak hee han agar alag han to phar an ke mana wazah karan bahrhal bahoot acha lakha ha dden ke tableeg karta rahan allah tala ap ko jazaya khar da thanks thanks ap ka apna bhee ali ali ha

  3. #3
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote aliali said: View Post
    salam thanks dear bahoot acha lakha ha lakan ap zara sharee astalahat or on ke mana byan ke ha jasa ka ap na wajab or faraz ko byan farmaya lakan on ki tashreeh to ak hee nbantee ha or mojha faraz or wwajab man koee faraq mahsoos naheen howahtw phar ya alg qasam na howee balkaya ak hee han agar alag han to phar an ke mana wazah karan bahrhal bahoot acha lakha ha dden ke tableeg karta rahan allah tala ap ko jazaya khar da thanks thanks ap ka apna bhee ali ali ha
    Pasand Karny ka shukriyah.
    Farz Ya Wajib waghyrah kay hawaly say aap yeh thread read kar saktay hain

    http://itdunya.com/showthread.php?t=...highlight=deen

  4. #4
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Lightbulb shukria

    Salamun salam

    Dr. sahib...app nay bohat achi thread paish ki hay...Allah app ko jaza day...app pls aik shoti si baat wazih ker dain gay...keh article mian likha hay keh Hazrat Yousaf a.s. ko daykh ker miser ki oratoon nay apnay haath kutwa dalay....

    kia miser ki ortaoon nay hath kutwa dalay thay......ya khud ka'tay thay...?
    umeed hay app wazahat ferma dain gay...

  5. #5
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Mohtaram Doost ! Ein doonoon batoon main koi faraq naheen hay misar ki aurtoon nay khud hi apny haath katy thay magar jab yeh bat biyan ki jati hay to doonoon tarah say keh di jati hay "Kaat Dalay" & "Katwadiay" jis tarah kaha jata hay keh "Falan nay deen ki khatir jan qurban kardi" halakeh woh khud qurban naheen karta balkeh kisi nay usko shaheed kiya hota hay magar kaha eisi tarah jata hay, umeed hay keh aap mera matlab samajh gaey hoon gay.

    Pasand karny ka shukriyah

    Wassalam

  6. #6
    aliali is offline Senior Member+
    Last Online
    30th September 2008 @ 07:24 PM
    Join Date
    08 Apr 2007
    Age
    41
    Posts
    714
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    salam doctar bhaee ap ke ba t theek ha lakan ya jo laka (apna hath katwa deya )sa aam ansan ko as bat ke taraf tabador hota ha ka kasee or na kata tha lakan ap na jo shahid masal zakar ke ha woh as jagah par fit naheen ate ha bahar hal jo bhee ho ya alfazee bahas ha as ka koee fadah naheen ha matlab wazah ha thanks

  7. #7
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Lightbulb kaat dalay , katwa dalay, aur alfazee bahis

    Salamun salam

    Dr. sahib
    Mohtaram Doost ! Ein doonoon batoon main koi faraq naheen hay misar ki aurtoon nay khud hi apny haath katy thay magar jab yeh bat biyan ki jati hay to doonoon tarah say keh di jati hay "Kaat Dalay" & "Katwadiay" jis tarah kaha jata hay keh "Falan nay deen ki khatir jan qurban kardi" halakeh woh khud qurban naheen karta balkeh kisi nay usko shaheed kiya hota hay magar kaha eisi tarah jata hay, umeed hay keh aap mera matlab samajh gaey hoon gay.
    janab app nay jo mesal paish ki hay us men be yahi hay keh insan nay jaan qurban ker di ..yani khud ki...lerta howa shahedd...lakin dosra shaeed nahi kerta ...marta hay ...halak kerta hay ...merna..halak hona ..aur shaheed honay ..aur jaan daynay main kia koi farik nahi hay ?

    deger...alfaz kay chona main first epression is the last epression..(sorry ager mis spell ho geay hoon to moaf kerna) first reading maen yahi lagta aur zahir hota hay keh un kay hath kesi aur nay katay haen ..jin main un ki marzi shmil e hall nahi the....ya ager merzi thi be to yeh fail un ortoon nay khud nahi kia....


    katnay aur kutwanay main zameen asaman ka fark hay.....jess terha...hazrat owaish kerni r.a tala nay dan't shaied keay hain ..yeh nahi hay keh daant shahed kerway hain...aur app ahel e elm hain aur app jantay haen keh main asa kiun posh raha hoon.....


    id aliali
    bahar hal jo bhee ho ya alfazee bahas ha as ka koee fadah naheen ha matlab wazah ha
    app ka id likhtay howay mojay sab say phli baat jo zahin main ati hay wo yeh keh main app kay id kay sath ...razi Allah ...lekhoon ya nahi ..kioun keh Ali Karam Allah kay naam say nisbat hay app pls bata dayna ?
    dosra app nay kaha keh ais alfaze bahis ka koi fida nahi...to janab ...ais alfazi bahis ki waja say he ajj muslim umaa etnay ferkoon main butt chooki hay ..asi alfaz kay galit mani aur tafseeron ki waja say ajj hamara yeh haal hay keh koi be muslmaan dosray muslmaan ki baat nahi manta hay ..umeed hay app samij geay hoon gay...

  8. #8
    Hussun's Avatar
    Hussun is offline Advance Member
    Last Online
    9th July 2020 @ 11:40 PM
    Join Date
    12 Nov 2006
    Location
    Karachi
    Gender
    Female
    Posts
    1,049
    Threads
    145
    Credits
    1,206
    Thanked
    12

    Default

    buhat achi bahas chal rahi he yehan per

  9. #9
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote Hussun said: View Post
    buhat achi bahas chal rahi he yehan per
    Thanks-4-Appreciation

  10. #10
    Shehzad Iqbal's Avatar
    Shehzad Iqbal is offline Advance Member+
    Last Online
    26th November 2023 @ 06:28 PM
    Join Date
    16 Jan 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    28,463
    Threads
    2271
    Credits
    11,705
    Thanked
    5385

    Post


  11. #11
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote shehzad iqbal said: View Post
    Thanks

  12. #12
    Shaze_143's Avatar
    Shaze_143 is offline Senior Member+
    Last Online
    21st November 2016 @ 02:45 PM
    Join Date
    29 Jan 2009
    Location
    Karach!
    Gender
    Male
    Posts
    785
    Threads
    48
    Credits
    941
    Thanked
    58

    Default

    buhut Ache Doctor Bhai

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 8
    Last Post: 2nd September 2012, 11:25 PM
  2. Replies: 3
    Last Post: 20th June 2012, 02:59 PM
  3. Replies: 13
    Last Post: 18th August 2009, 07:31 PM
  4. چند غلط فہميوں کا ازالہ
    By Sahir Khan in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 1
    Last Post: 10th August 2009, 12:47 PM
  5. Ghalat Fehmi غلط فہمی
    By Doctor in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 14
    Last Post: 29th June 2007, 05:47 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •