Salaam to All Brothers meray paas 6120c hai baaqi sub IM ebuddy,mig33 wagaira chaltay hain lakin Nimbuzz nahin chalta sisx aur jar dono version plz madad karain.
Salaam to All Brothers meray paas 6120c hai baaqi sub IM ebuddy,mig33 wagaira chaltay hain lakin Nimbuzz nahin chalta sisx aur jar dono version plz madad karain.
Yaar plz koi tu help karay
Dear Telenor free net WAP pe chal raha hai proxy address aur port number dal kar.......aur Nimbuzz application ya koi aur messenger mein nahi chal sakta jab tak in ko modify kar ke proxy aur port na dal diya jaye![]()
Ahad bahi plz kia aap nimbuzz ko modified kar saktay hain main nain aap aur waseem bahi wali doono trick par chala kar dekha hai par nahin chal raha.
Bookmarks