ماشاءاللّٰہ تکبر کے بارے میں آپ نے بہت زبردست حدیث شیئر کی بھائی۔۔
اُمید ہے کہ اپنے علم کی طاقت سے ہمیں مُستفید کرتے رہیں گے۔۔
علی علی ہے
آپکا بھائی۔۔۔
شاہ
Nice Post
shahseen ap ka bhe pasand karna ka shokrya thans dear
Salamun salam
id Ali ali app ka shukria ...wasay main ab app kay samanay truthfinder ki baat dohrana chahoon ga ...keh hawala kei kami hain us ko be pora ker dian...wasay to hum rawai aur hazrat jaffir ra kay naam per he yakeen ker lain gay..aur app per be husn e nazr rakhain gay lakn haawala kay saath jab app baat keroo gay to baat main mazid nikhr payda hoo ga...umeed hay app mehsoos be nahi keroo gay....
Allah tala app ko khush o khrum rakaahy
salam ap ke bat baja ha mara bhaee lakan hawala dana wahan zarore hota ha jahan agla ansan bat ko na mana ya osa os bat man shak ho lakan mara khayal man mara maqala man koee asee cheez naheen ha ka jo hawala ke mohtaj ho bahar hal anshalah aendah ap ke bat ko mada nazar zaroor rakha jaya ga pasand karna ka bahoot shokrya
Salamun salam
id aliali
hawala dana wahan zarore hota ha jahan agla ansan bat ko na mana ya osa os bat man shak ho
baat to app bohat achi ki hay...maen app ki baat say mukumil etayfaak kerta hoon ... lakin therer main mazeed jaan dalanay kay leay...apni tehrer ko mustanid hawaloon say mozi'aun zaroor kia kerain.....ais column maein nikhar ata hay aur sab barrie baat yeh keh hizb e mokhalif ko app ki thereer kay khlaf baat kernay ka moka nahi milta .....
hawala maein nay app say manga nahi hay...app ko ais kami ki tarf mutwujo kia hay maien app ki takreebun halia tamam post perhi hay...kafi jandarr hain...aur wakie bohat mahnit hay un maen ..
Allah t app ko ajer day...
nice and good ap ka or bhee acha acha threads ka antazar rahaga
Bookmarks