Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 15

Thread: My LOvely NOkia 7610

  1. #1
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Thanked
    15

    Default My LOvely NOkia 7610

    Here is another unique problem of my lovly nokia 7610

    jb b phone memory ki jaga card ko select kerta hoon tu mere phone k out box may 2 msg show hute hain ju k na tu dell hute hain or na deliver hute hain or isi terhan k 3 blank sms mere draft may b save hain ju dell nahi hurehe
    mai apna card flash nahi kerna chahta .. koi or tarkea hai ise masle ko hal kerne ka .. ye masla sirf card memory ko select kerne pe hee show huta hai phone memory may koi masla nahi hai...

    meri madadat kerain Allah ap ko Khus rekhay

    Plz helpppppppppppppppppppp

  2. #2
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Lunch Break hui hai k IT dunya may???

  3. #3
    Abdul_Rehman's Avatar
    Abdul_Rehman is offline Senior Member+
    Last Online
    25th November 2009 @ 03:50 AM
    Join Date
    25 Oct 2009
    Location
    KARACHI
    Age
    34
    Posts
    330
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    bhai ap naraz na howa karen kyun k zarori nahi k ap thread post karen aur ap ko foran masle ka hal mail jaye thora waqt to lagta hai...............ab ate hain ap k masle ki taraf........

    to bhai main bi nokia 6600 use kr rha hun aur mere sath bi yeh hota tha lekin us waqt mujhe kuch pata nahin tha...ap k outbox main jo 2 msgs bane hain wo mms hain yani k ap jo msg receive krte hain wo inbox k sath outbox main mms main change ho kr save ho jata hai yeh sara virus ki wajah se hai..................

    ap ek kam karen sb se pehle apne phone main se card ko nikalein phr phone off karen aur yeh char button daba kr rakhen jb tak creen par formatting likha na aye (green * 3 on)............us k bad ap ka phone virus se pak ho jayega ab ap card ko card reader ki mada se computer main lagayen aur apne data ko card se nikal kr format kr dein card ko phr mobile main dalein aur mobile se bi card ko format karen apka yeh masla hal hojayega............

    aur ap bluetoth use krte waqt yeh dihan rakhiyega k agar phone bar bar data receiving kehta hai to iskka matlab ap jis phone se data le rhen hain us main virus hai.............aur virusap k computer main bi ho skta hai to apne computer main bi antivirus install karen phr apka jitna bi data hai usse antivirus se check karen aur card main dal dein................

  4. #4
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Quote Abdul_Rehman said: View Post

    Thank you so much for the reply boss or mujhe pta hai ap sab masroof hute hu lakin ap sab ko tang kerne ka b apna hee maza hai :P

    ab atay hain mere masle ki teraf mai ne card nikal ker set to format ker leya hai lakin mere pas card reader nahi hai .. kya esa nahi hu sakta k card ko mai phone may hee format ker k ise masle se jaan chura loon
    lakin mera Pyara sa 7610 itne sare achay achay softwares se mehrom hu jaye ga

    wo tu mai yahan se le hee loon ga bs ap ye btain k card ko phone may hee format kerne se masla hal hu jaye ga?? ya nhi ??

  5. #5
    Aadiii is offline Advance Member
    Last Online
    21st February 2024 @ 11:27 PM
    Join Date
    26 Oct 2008
    Location
    Mobile Ki Dunya
    Gender
    Male
    Posts
    9,285
    Threads
    110
    Credits
    1,292
    Thanked
    329

    Smile

    Quote dbaig said: View Post
    Thank you so much for the reply boss or mujhe pta hai ap sab masroof hute hu lakin ap sab ko tang kerne ka b apna hee maza hai :P

    ab atay hain mere masle ki teraf mai ne card nikal ker set to format ker leya hai lakin mere pas card reader nahi hai .. kya esa nahi hu sakta k card ko mai phone may hee format ker k ise masle se jaan chura loon
    lakin mera Pyara sa 7610 itne sare achay achay softwares se mehrom hu jaye ga

    wo tu mai yahan se le hee loon ga bs ap ye btain k card ko phone may hee format kerne se masla hal hu jaye ga?? ya nhi ??
    Assalamualaikum
    mairey khayal mein card ko phone mein format kiya ja sakta hai
    insert your memory card on your mobile, Go to Menu > Extras > Memory card > Options > Format memory card

  6. #6
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Quote *AHAD* said: View Post

    Assalamualaikum
    mairey khayal mein card ko phone mein format kiya ja sakta hai
    insert your memory card on your mobile, Go to Menu > Extras > Memory card > Options > Format memory card
    I knew it brother bs confirm ye kerna hai k iseterhan se mera masla hal hu jaye ga ya nahi

    ye na hu na mera sara data b jaye or masla wahan ka wahan hee rehe

  7. #7
    Abdul_Rehman's Avatar
    Abdul_Rehman is offline Senior Member+
    Last Online
    25th November 2009 @ 03:50 AM
    Join Date
    25 Oct 2009
    Location
    KARACHI
    Age
    34
    Posts
    330
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Nhn brother ap ne phone ko format virus ki wajah se kia hai na aur jis time virus phone main tha to usi waqt apka card bi phone main tha to yaqinan card main bi virus hai......Ab apne phone to format kr dia hai ab memory card apko pehle computer se format krna hi hoga warna agar ap phone main card ko format krne jayenge to virus phr phone main chala jayega to ap kaheen apne dost ya mobile ki dukan par ja kr apne samne card ko format krwaye aur phr phone main laga kr extras main ja kr memory card ko phone se bi format karen....
    Aur softwares ki ap fikr na karen main apko softwares farham kr dunga.

  8. #8
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Quote Abdul_Rehman said: View Post
    Nhn brother ap ne phone ko format virus ki wajah se kia hai na aur jis time virus phone main tha to usi waqt apka card bi phone main tha to yaqinan card main bi virus hai......Ab apne phone to format kr dia hai ab memory card apko pehle computer se format krna hi hoga warna agar ap phone main card ko format krne jayenge to virus phr phone main chala jayega to ap kaheen apne dost ya mobile ki dukan par ja kr apne samne card ko format krwaye aur phr phone main laga kr extras main ja kr memory card ko phone se bi format karen....
    Aur softwares ki ap fikr na karen main apko softwares farham kr dunga.
    ok brother mai abhi kerta hoon format and 5 mints may ap ko result btata hoon tb tk mera Wait kerna .. Thread na close ker dena :P

  9. #9
    Abdul_Rehman's Avatar
    Abdul_Rehman is offline Senior Member+
    Last Online
    25th November 2009 @ 03:50 AM
    Join Date
    25 Oct 2009
    Location
    KARACHI
    Age
    34
    Posts
    330
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Ary nhn bhai jb tak ap thread main yeh post nhn karoge k "problem solved" tb tak apka thread close nhn hoga.

  10. #10
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    bhai ji mujhe lgta hai ya tu mujhe card new lena paray ga ya koi anti virus mera masla hal keray ga .. q k mai ne 3 card reader may try kia hai koi b card ko read nahi ker reha.. set se format kerne ki try kia hai .. msg ata hai k formating complete lakin huta kuch b nahi hai .. sab wesa hee rehta hai card may.. so help plz plz sir nahi tu mai ne ye thread kbhi b band nahi hune deni

  11. #11
    Abdul_Rehman's Avatar
    Abdul_Rehman is offline Senior Member+
    Last Online
    25th November 2009 @ 03:50 AM
    Join Date
    25 Oct 2009
    Location
    KARACHI
    Age
    34
    Posts
    330
    Threads
    8
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    Iska mtlb apk card ka media corupt hogaya hai yani ap k card ko virus kah gaya hai asan alfazun main kaha jaye to apka card kharab hogaya hai......Lekin new card lene se pehle ek kam karen apne card ko kisi aur k mobile main format krne ki koshish karen....Agar us main main bi wo formating complete de kr phr error deta hai to must apko new card lena parega......Same ap k wala masla mere sath bi howa tha to phr mujhe new card hi lena para tha.....Good luck bhai aur yeh bi bta don k 256mb ab nhn mil rhe 512 mil rhe hain aur wo taqriban 300 se 350rs tak ka hai.....

  12. #12
    dbaig is offline Member
    Last Online
    2nd June 2010 @ 10:27 AM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    203
    Threads
    27
    Credits
    0
    Thanked
    15

    Default

    mai ne last month hee tu new leya tha 512mb wala 400 ka or ise month phir watt lagg gai

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Tv In nokia 7610
    By just_tearz in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 5
    Last Post: 22nd May 2011, 03:19 PM
  2. Nokia 7610
    By SAJEEL AMJAD in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 3
    Last Post: 27th July 2010, 11:45 AM
  3. Nokia 7610!
    By tauseef_rasheed in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 5
    Last Post: 22nd March 2010, 10:10 PM
  4. Nokia 7610 Help!
    By *ESHA* in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 5
    Last Post: 9th August 2009, 05:45 PM
  5. Nokia 7610..
    By umair8005 in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 14th December 2007, 11:45 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •