'DARD'
Mera afsurda chehra is lie b zard rehta hai
Mujhe apny elawa b kisi ka dard rehta hai
Tumhary dam se thi ye sab mosam ki rangenian
Tumhary baad sara saal mosam sard rehta hai
Tumhary baad baqi aur to sab thek hai lekin
Jahan ''DIL'' tha kabi pehle wahan ab ''DARD"rehta hai.
aDeEl
Bookmarks