Results 1 to 5 of 5

Thread: shikayat for removing islamic thread

  1. #1
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Sindh سندھ
    Age
    41
    Posts
    1,150
    Threads
    56
    Thanked
    250

    Default shikayat for removing islamic thread

    Aslam alaikum dosto, (itd members,vips, moderators,super moderators)
    mein yeh thread likhne par is liye majboor hua kion ke mien ne moderators aur super moderators ko shikyat ki aur un se (jinhon ne meri thread remove ki) waja bhi poochi to unhon ne aisi wja bataee k jo yahan batana na munasib he , aap bhai hi is image ko dekh len aur khud rai dien k kya yeh image remove karne k laiq he, hosakta he meri is thread ki waja se muje ban bhi kya jaye , par aap logo k ooper he kay aap kya rai dete ho

  2. #2
    *KHAN*JEE*'s Avatar
    *KHAN*JEE* is offline Advance Member+
    Last Online
    14th January 2021 @ 05:22 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Location
    .*'""*JaNNaT*""
    Gender
    Male
    Posts
    23,576
    Threads
    649
    Credits
    91
    Thanked
    1618

    Default

    Behter hota, k aap ous S-Mod yani Mera Jawab Yahaan Share karte...Jo aap ki Nazar mein Na-Munaseb hai...
    Ab Deakte hein, K Munaseb Jawab kya hai, Taa k humare Ilam mein B izafa ho....

  3. #3
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Sindh سندھ
    Age
    41
    Posts
    1,150
    Threads
    56
    Credits
    0
    Thanked
    250

    Default

    *KHAN*JEE* ka reply yeh tha
    "Aap ka thread Ikhtelafi thaa,
    ALLAH k siwa kisi our k liye "YA" ka lafaz lagana teek nahe hai...is mein ikhtelaf hai.
    Aenda aesi sharing se perheiz karein..."
    ya lafz par buhat se fiqah k logon k mukhtalif ara hen to khan jee aap ye kese keh sakte hen magar han ap ne is waja se thread delet ki he k yeh forum sirf aik fiqah k logo ka he to mein haar man ne ko tayar hon.

  4. #4
    *KHAN*JEE*'s Avatar
    *KHAN*JEE* is offline Advance Member+
    Last Online
    14th January 2021 @ 05:22 PM
    Join Date
    09 Apr 2009
    Location
    .*'""*JaNNaT*""
    Gender
    Male
    Posts
    23,576
    Threads
    649
    Credits
    91
    Thanked
    1618

    Default

    Dear Brother...
    Mein aap se bahas nahe karna chahta, Aur na he aap ko harane ki koshish kar raha...
    Jahaan tak (YA) k lafaz ka istemal hai, Tu ye lafaz Sirf Hazer-o-Nazer k liye Istemal hota hai...
    Aur Hazer-o-Nazer Sirf Aik wahed Zaat ALLAH hai...

    Is Hazer-o-Nazer ki Bunayad per mein ne ye thread RB Kar diya, Mera is mein kisi khas firqa Ya kisi Fard ki Dil-Shikni ka koie Maqsad nahe...

  5. #5
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Sindh سندھ
    Age
    41
    Posts
    1,150
    Threads
    56
    Credits
    0
    Thanked
    250

    Default

    behas to mein bhi nahi karna chahta , par jahan tak hazir-o-nazir ki bat he to phir YA AKHI kion kehte hen yehan bhi YA istamal hogaya, aur aye mere bhai (Ya AKHI) mien aur aap to hazir -o-nazir nahi na har jaga? to phir ham yahan YA kion istamal karte hen.
    dekhen na behas na karte karte baat yahan tak chirr gayee
    yeh thread delet karne ki waja aur shak muje us waqt bhi hua tha jab muharam kay mahinay mien itnay baray sanihay k mahinay mien aap ne apnay forum par Muharam k liye special section nahi banaya

Similar Threads

  1. mera thread in recyclebin (shikayat)
    By donzer in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 1
    Last Post: 29th September 2008, 03:37 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •