mera pas n70 hai kabi loud speaker kull jata hai automatic aur kabi call cut jati hai es ka ilawa 4 ya 5 mint bad mere awaz bahut kharab ho jati hai bahut bahut aahista aahista awaz jati hai pehla 3 4 mint awaz teek rehta hai pata nahi pir bad mai os ma kya masla aajata hai plz help me expert
Bookmarks