Janab main c3 mob leker aya tha lekin data cable jo uske saath aye hai jab main computer per lagata hun to uska koi folder bana hua nahin ata jis main koi songs main daal sakun what should i do
Janab main c3 mob leker aya tha lekin data cable jo uske saath aye hai jab main computer per lagata hun to uska koi folder bana hua nahin ata jis main koi songs main daal sakun what should i do
bhaijan mujhe tu datacable mili he nhi thy
Usb jo computer main lagti hai wahi hoti hai na i think
There?
G ap phone setting mein ja ker connectivity mein jain waha usb cable ya is se matching kuch hoga us mein ja kar "data storage" ko select kar lain. Ainda jub ap connect karain ge to memory card ka folder ban jay ga.
yahan connectivity main 3 options hain
NOKIA OVI SUITE
MEDIA TRANSFER
MASS STORAGE
No response from host araha hai
there
ap mass storage ko select kar do
Bookmarks