Dear members,
koi mujhe bata sakta hai ke USA ya canada ka number pakistan main chal sakta hai?agar chal sakta hai tu kaise?I need USA number aur woh pakistan main work karta hon.
Thanks
Dear members,
koi mujhe bata sakta hai ke USA ya canada ka number pakistan main chal sakta hai?agar chal sakta hai tu kaise?I need USA number aur woh pakistan main work karta hon.
Thanks
USA or Canada ka number Pakistan may work karay ga, us kay liye aap kay pass USA or Canada ka sim card ho jiss pay Pakistan ki roaming open ho,
yes sim card ka hona tu zarori hai.sim card kaise li ja sakti hai koi information hai ap ke pas?
Thanks for guiding me
move MPP&HZ
Bookmarks