asalam alaikum dostoun aik problem ho gai hai jis ka hal meray liyai toa na mumkin hai shayad aap loag kuch maddad kar sakain..
masla yai hai k meri aik ms word 2003 ki file thi jis main maine 3 pages k kareeb type kiyai huay thay or save bhi ki hui thi
maine us main kuch changes ki thien aur dobara save kia tha....
aab jab usay khol rahay hain toa blank file khul rahi hai
shayad last time jab save kia hai toa us waqt sara type kia hua data urh chuka tha
plz koi software bataien ya koi tariqa k meri typing ki mehnat zaya na hoa........
Bookmarks