Bhai mere pas eset node32 Antivirus hy bhai jub main koi bhi drive scan karta ho to infection to nahi hota pr kuch error aaty hain main us ki picture attach kr raha ho bhai in error ka kia matlab hy main aksar right click kr k clean karta ho pr dobara jub scan kartaa ho to phir dobara ye error wese ye koi aaty hain plz koi bata sakta hy is sahi hal. .
Bookmarks