1st problem jub main my computer open krta hun to cd room ka option nai hota kabhi kabhi hota hai cd room or zayada tar nai is ka hal btayan jo cd or hard main lagi tarayan wo b change ki hain yani hard wali cd room main or cd room wali hard ko agar asay tarayan change krta hun to hard nai chalti or cd rom chal jata hai phir change karun to hard chaljati hai or cd rom nai chalta yani change krnay say b kuch nai ho raha ya mara masla ha plz koi to hal btao main bohat upset hun 2sd problem ya hai k jub ma computer chalata hun to kafi dair chalanay k bad kabhi kabhi computer hard chor jata hai or hard dubara chalti hai takkk or phir takk yani do dafa takkk ki awaz hard dati hai or chalparti hai jub phali dafa takkk krti hai us duran computer ruk jata hai or dusri dafa thori dair bad chalta rahta hai or phir yahi masla help me plz
Bookmarks