SALAM IT EXPERTS.
Experts mene DELL PRE330 CPU ko khol kar safai ki thi VGA card bi nakala tha safi ke bad mene card laga kar computer ko start kia to display nai araha tha leken 1 din baad mene start kia to display deraha hai leken KEYBOAR kam nai kar raha mene key dosre computer laga kar chek kia keyboard teek hai aor us computer ka keyboar lagaya o b kam nai kar raha. PLZ HELP
Bookmarks