ASSALAM O ALEKUM
**************
HAN to expart.S mujhe apki help ki zrurt hai min ye puchna chahta hn kiya jaha ufone ka network mobile pe kam krta hai un airya.s min vfone ptcl k signale b hote hain ya nahi??
Q k min gaow min rehta hn yha na wifi net hai na cable ka koi sistym min vfone ya ptcl ki usb lena chahta hn yha baqi sub mobile.s k network avlable hain ..to kiya vfone ya ptcl network b kam karY ga? 3g sarves yha abi tak on nhi hovi!
Bookmarks