Assalam o alaikum
Aaj main aap ki android k lye ek software lekar aaya hun
jiska naam hai
Go battery saver/ agar ye pehle share hua hai to mafi chahta hun dobara share karne k lye maine itd p search ki lekin mujhe nazar nahi aaya islye socha share karun
Note! Hamesha hame un chezon ka share karna chahiye jisse hum puri tarah wakif ho aksar hum me se aise log b hote hain jo bus net se dekha aur share karne lag gaya hum sirf uski about ko parhte hain matlab keh jo owner ne likha hua hai owner ka to kam hi hota hai apne chez ki tareef karna to hamen us chez ko tab tak share nahi karna chahyei jab tak hum us chez se puri tarah wakif nah ho agar hum aisa nahi karte to baz dafa woh chez faide ki jaga nuksanda hosakta hai To hamen aisa nahi karna chahye
Aur ye battery saver ko maine khud aazmaya hai aur mujhe isse faida hua hai is lye mai share kar raha hun isse insha allah apko b faida hoga aur apki android battery zaye hone so bach jaye ga shukrya
JUST DOWNLOAD
download
Bookmarks