bros i have a swrious problem.is problem ki waja say mai apna kaafi mobile data waste kar chuka hun.problem ye hai k jab mai koi file download karta hun uc browser v10.2 per to jab browser exit karta hun to not connected a jata hai.jab mai browser on kar k retry karta hun to sahi hojata hai aur jab mai koi doosri app open karta hun ya mob sleep mod mai karta hun to download failed ho jaata hai.any suggestion please
Bookmarks