kabhi kabhi computer main kisi film ki cd ko copy krna parta hai cd main jin files ka size 10mb ya thora ziada ya kam ho wo to computer main save ho jati hain
lekin agr us ke kisi part ka size 170mb ya ziada ho to wo computer main save nhi hoti aur shayad data recyclory check jaisa message aa jata hai kya koi aisa software hai jo is maslay ko hal kar sakay
Bookmarks