Khanqah Daruslam
Umeed ha keh app ko ye kawish pasand aye gi
apne comments dijye ga
Jazak Allah
Wassalam
buht hi umdaa......... great information about yoga........
ap na bohat acha kam kiya hai.ma yoga seekna chah raha hn.muje ap sa ya pochna tha ka yoga ka dosra asan karey ho kar karna hai ya beth kar karna hai?aur kiya iss dooran mind ko kisi ak point focus karna hai ya nai?
پسند کرنے کا شکریہ
Brother man to youga nahin karta albatta Youga ki aik aur tariqa ha jo man karta hoon, wo ha "Muraqba" wo man karta hoon, aur uska tariqa ha keh aap beth kar Allah ki taraf khyaal lagayen keh Allah mujhe dekh raha ha, aur man Allah ki taraf mutawajjeh hoon. iss kyaal man aajzi bhi shamil rahe aur Allah ki buland bargaah ka khyaal bhi.
hmm nice
[CENTER][IMG]http://i46.tinypic.com/ddou9z.jpg[/IMG]
[/CENTER]
پسند کرنے کا شکریہ
Bookmarks