Results 1 to 3 of 3

Thread: snsitive topic plz help

  1. #1
    Saad1 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th October 2009 @ 07:16 PM
    Join Date
    17 Feb 2009
    Age
    33
    Posts
    62
    Threads
    13
    Credits
    940
    Thanked
    0

    Post snsitive topic plz help

    IT Dunya k tamam members ko salam
    mujhe kuch sawalon kjawab chahyen
    aik ahl-e-hadees ka kehna hai k eid mailad-un-nabi manana haram hai
    waja:-
    jis din nabi ki wiladat hai ussi din wo dunya se parda b kar gay they

    jo hum mojza perhaate hain wo b haram hai
    waja:-
    kyun k iss main khatam ki cheez khana hoti hai or unn ka kehna hai k allah k alawa kisi ghair allah k naam ki cheez khana haram hai

    mujhe in sawalon k jawab quran ya hadees ki roshni main chahiyen
    Shukrya.

  2. #2
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Walaikum Assalam Saad Bhai,

    Saad Bhai, dono sawaloun ke jawaab wo theek dete han, lekin ye kehna ghalat ha keh jis din (muraad date) unki wafat hoi, ussi din pedaish hoi, Ye jawab ghaalat ha,

    Hazoor saww ki wiladat aur wafat dono aik din hoin, (yani din , Monday) aur tareekh mukhtalif thin, mashoor qaul ke mutabiq 9 ko wafat hoi, aur 12 ko wiladat hoi thi.

    Dusre sawal mujhe samajh nahin aya, MOJZAA kia matlabb Lerahe han, aur uss ke saath jawab ??? Please ye clear kijye ga, wese ye jawab to unhoun ne theek dia ha keh "Gaer Allah ke naam ki cheez khana qatan haraam ha". Kionkeh iss man shirk ha.

    Wassalam,
    Khanqah Daruslam

  3. #3
    Saad1 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th October 2009 @ 07:16 PM
    Join Date
    17 Feb 2009
    Age
    33
    Posts
    62
    Threads
    13
    Credits
    940
    Thanked
    0

    Default

    lekin hum mannnat poori hone pe jo cheez logon main taqseem karte hain wo b haram hai?
    jab hum hazrat ali k naam ka mojza perhate hain to uss mojze main koi na koi meethe cheez rakhni hoti hai to mojza poora hone k baad jab wo cheez khaai jati hai to kya wo b haram hai?

Similar Threads

  1. Topic of love topic of you
    By awara_panche in forum English IT Zone
    Replies: 12
    Last Post: 7th May 2014, 02:10 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •